News:

Buy new mobile from Mobilefun.pk and we will deliver the mobile to your doorstep with a gift hamper.

Main Menu
+-

+-User

Welcome, Guest.
Please login or register.
 
 
 
Forgot your password?

Recent Posts

Re: WHAT ARE YOU THINKING NOW by TechoPedia
May 14, 2020, 04:08:07 AM

Re: iOS Jailbreaking by michaeljohnny
January 20, 2020, 08:25:17 PM

Review about Oppo phones by michaeljohnny
January 20, 2020, 08:23:37 PM

Re: Famous by michaeljohnny
January 20, 2020, 08:22:30 PM

Re: How to Hard Reset Samsung Galaxy_A50 | Pattern Unlock, Break Password by Mobile Fun
November 01, 2019, 03:28:06 PM

+-Forum Stats

Members
Total Members: 1138
Latest: KeithLadu
New This Month: 0
New This Week: 0
New Today: 0
Stats
Total Posts: 4791
Total Topics: 1594
Most Online Today: 11
Most Online Ever: 218
(November 12, 2012, 06:28:40 PM)
Users Online
Members: 0
Guests: 221
Total: 221

Mother

Started by Abdullahaslam, November 07, 2012, 11:34:30 AM

Previous topic - Next topic

0 Members and 5 Guests are viewing this topic.

Abdullahaslam

How you can show your love to your mother?

Samira Sheikh

Apni ammi ko apni muhabat show karne ka tu koi tareeqa hi nahi hai..aap un ki kidmat karen apni ammi ki baaton ko manein aur unchi awaz mai koi baat na karen ...yah hi sab se bara tareeqa hai apni ammi k liye muhabat show karne ka....love u ammi love u ammi karne se muhabat ziada ya kaam nahi hojaye gi ....muhabat tu dil mai hoti hai

safdar

sirf unki khidmat karo aor onke zarorat k wakt onke kam ao. onki duain lo

Pari Fiza

jo sahara unhon ne hamein dya he jis wajah se aj hum kisi maqam par hein usay qaim rakhein k wo hum par fakhar kar sakein unki di hoi seekh ka sahi use karein or sub se barh kar jin k mothers k death ho chuki he wo parh kar kuch bakhshein apni ammi ko take unke essa aleh sawab ka zariya ban sake

Arslan Anjum


How you can show your love to your mother?

Be her support when she gets old. Always be there whenever she needs you. Respect her!
Be respectful to others to be respectable.

saleem

pyaar show karne ki cheez nahi he or maa ka pyar to kismat walo ko milta he jo koi jane ke maa kiya hotee he or us ki khidmat karna ya jo kujh bhi karna mere alfaaz me bht kam he kion k jo unho ne hame paal ke bada kiya izzat bakhshi society me achhe tarbiat ki us ke badle ham kush nahi de sakty maan ek bht pyara tofa he hamare liye Allah meree maan ko hamesha khush rakhe ameen

Powered by EzPortal