PTA has issued orders to telecom sector to keep their services off in 39 cities of Pakistan on 9th and 10th Muharram (24th and 25th Nov,2012.
Following is list of cities in which mobile services will be unavailable during 24th and 25th Nov 2012.
Punjab:
1) Lahore,
2) Sargohda,
3) Attock,
4) Rawalpindi,
5) Jhang,
6) Faisalabad,
7) Multan,
8 ) Rahim Yar Khan,
9) Gujranwala,
10) Nankana Sahib,
11) Bhakkar,
12) D.G. Khan,
13) Muzaffargarh
14) Pakpattan.
Sindh
15) Karachi,
16) Hyderabad,
17) Khairpur,
18) Sukkur.
19) Saiwan Sharif,
20) Larkana.
21) Khyber Pakhtunkhwa
22) Kohat Region,
23) Bannu Region (Bannu, Lakki),
24) D.I. Khan Region (D.I. Khan, Tank)
25) Hazara Region (Mansehra, Haripur)
Balochistan
Suspension of Mobile services in the whole province.
Azad Jammu & Kashmir
26) Muzaffarabad,
27) Neelum,
28) Rawalakot (Poonch),
29) Kotli,
30) Mirpur,
31) Bhimber,
32) Bagh.
33) Gilgit-Baltistan
34) Gilgit
FATA
35) Kurram Agency (Parachinar),
36) Miranshah (PTCL also should remain closed.)
37) Islamabad
1500 hours to 2000 hours on 24 November 2012 (9th Muharram)
Time of Closure of Cellular Services:
9th Muharram (24 November, 2012) 6 PM to 12 PM
10th Muharram (25 November, 2012) 6 PM to 12 PM
hmmm chalo acha ha yeh bhe hamare big cities ma bnd ki jo major ha

Kya matlab?
galt likh dia i mean jahan ziada khtra ha waha bnd krdi mobile service ye to sahy ha / like big cities major jo hain

Iss mein fayeda bhi hai aur nuqsaan bhi. Fayeda iss tarah k is tarah mobile service block karne se dehshat gardi ke khatrey ko kafi hadh tak taala ja sakta hai aur nuqsan is tarah k mobile companies ko is tarah services close rakhne se arbon rupay ka nuqsan uthana parta hai.
mob companies ko nuqsan uthana prega ku yeh awam k logo ki jan ki hifazat k liye ha .

You're right.
mob companies ko nuqsan uthana prega ku yeh awam k logo ki jan ki hifazat k liye ha .
sahi kaha
I don't agree with this, foreign countries mai yehi services use hoti hain aur inki help sy wahan ki authorities criminals ko pakarti hai. Traceout karti hai, aur hamari authorities kehti hain yeh criminals k leye helpful hai. Jab criminal isko use kary to ap usko trace out kion nahi karty??? System ap ny theek nahi karna aur 1 achi service ko close kar dena hai. Apni mistakes laziness ko khatam karnay ki bajaye public sy 1 service cheen lena kahan ki aqalmandi hai?

Bas hamaray mulk mai kuch bhi nahi hoskata.... :-[
ho to buht kuch sakta ha rp qaqdr nhe krte islye sb bahr chale jate :)agr govt hamari qadr kregy to hum b krengy na

hahaha na govt. Hamari respect kre gi aur na hum un ki ;D
Bat to wahin per aa gai na :p
arey apne ghuma phira k wohe lake di bat ma to chali ab kkhan akhane
ho to buht kuch sakta ha rp qaqdr nhe krte islye sb bahr chale jate :)agr govt hamari qadr kregy to hum b krengy na
ab hamara kuch bhi nahi hosakta, jab tak hum khud apne aap ko nahi badlen gay ..kuch bhi nahi badlay ga...ab asman se farishtay aakar tu sab kuch badalne se rahay .....jo kuch karna hai hum ko hi karna hai ...aur goverment mai bhi hum jaise hi loog baithay hain woh koi dosri maklooq nahi hain

hehe ap ko to tajziya nigaar hona chahiye tha ;D
Well bilkul theak kaha ap ny...