Mobile Fun Forum

Islamic Corner => Hadees => Topic started by: Bilal on January 26, 2016, 10:34:09 PM

Title: Sahee Bukhari Shareef (Wasiyat Ke Qabil Maal Ho)
Post by: Bilal on January 26, 2016, 10:34:09 PM
Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Kisi musalman ke lye jis ke pas wasiyat ke qabil koi bhi maal ho, darust nhi ke do (2) raat bhi wasiyat ko likh ker apny pas mehfoz rakhy bgair guzary. [2738: Volume 4; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Abdullah bin Umar]