Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Allah ne tum per Maan ki nafarmani haram qarar di ha aur (Waldain ke haqooq) na dena aur nahaq unse mutalbat kerna bhi haram qarar diya ha, larkiun ko zinda dafan kerna (bhi haram qarar diya ha) aur qeel-o-qaal (fazool batein) kasrat sawal aur maal ki burdbari ko bhi napasand kiya ha. [5975: Jild 7; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Magheerah]