Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Kisi kaam ka badla dena sila rehmi nhi ha balke sila rehmi kerny wala wo ha ke jab iske sath sila rehmi ka mamla na kiya ja rha ho tab bhi wo sila rehmi kery. [5991: Jild 7; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Abdullah bin Umru]