Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Shifa teen (3) cheezun mein ha. Shehad ke sharbat mein, pichna lgwany mein aur aag se dagny mein lakin Mein (Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam) ummat ko aag se daagh ker ilaj kerny se mana kerta hun. [5680: Jild 7; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Ibn-e-Abbas]