Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Jab Ramazan ka maheena ata ha to asman ke tamam darwazy khol diye jaty hein, jahanum ke darwazy band ker dye jaty hein aur shayateen ko zanjeerun se jakar diya jata ha. [1899: Volume 3; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Abu Hurairah]