Aik (1) shaks ne Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam se poocha ke meri Maan ka intiqaal hogya aur mera khyal he ke agr unhein baat kerny ka moqa milta to wo kuch na kuch kheraat kartein, agr mein unki taraf se kuch kheraat ker dun to kya unhein iska sawab milyga? Aap Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Haan mily ga. [1388: Jild 2; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Ayesha]