Aik shaks ne arz kiya ke kharid-o-farakht mein usy dhoka de dya jata ha. Aap Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Jab kharid-o-farokht kiya kery, to keh dya ker ke koi dhoka na ho. Chonachye phr wo shaks isi tarhan kaha kerta tha. [2407: Volume 3; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Ibn-e-Umar]