Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Kalonji mein her bemari ki dawa ha siwa saam ke, Mein (Hazrat Ayesha) ne arz kiya saam kya ha? Aap Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Mo'at. [5687: Jild 7; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Ayesha]