Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Agr koi shaks jhoot bolna aur dagha-bazi kerna (rozy rakh ker bhi) na chory to Allah ko iski koi zarurat nhi ke wo apna khana peena chor de. [1903: Volume 3; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Abu Hurairah]