Mobile Fun Forum

Islamic Corner => Hadees => Topic started by: Bilal on June 29, 2015, 06:37:34 PM

Title: Sahee Bukhari Shareef (Hasad Kerna Sirf Do (2) Hi Aadmiun Ke Sath Jaiz Ha)
Post by: Bilal on June 29, 2015, 06:37:34 PM
Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Hasad (Rashk) kerna sirf do (2) hi admiun ke sath jaiz ho skta ha. Aik (1) to us shaks ke sath jisy Allah ne maal dya aur usy haq aur munasib jaghun mein kharch kerny ki tofeeq di. Dosry (2) us shaks ke sath jisy Allah ne Hikmat (Aqal, Ilm Qur'an-o-Hadith aur mamla fehmi) di aur wo apni Hikmat ke mutabiq Haq faisly kerta ha aur logun ko uski ta'leem deta ha. [1409: Jild 2; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Ibn-e-Masood]