Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Farishty Anan mein utarty hein, aur Anan se murad badal hein. Yahan Farishty un kamun ka zikar kerty hein jinka faisla asman mein ho chuka hota ha. Aur yahein se shayateen kuch chori chupy batein urra lety hein. Phir kahinun ko uski khabar ker dety hien, aur ye kahin so (100) jhoot apni taraf se mila ker usy bayan kerty hein. [3210: Volume 4; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Ayesha]