Hazrat Asma' bint-e-Abi Bakar Sadeeq ke haan jab koi bukhar mein mubtala aorat lai jati thi to uske lye Dua kertein aur uske gireban mein pani daltein wo bayan krti thein ke Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Salam ne hamein hukam diya tha ke bukhar ko pani se thanda karein. [5724: Jild 7; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Hazrat Fatima bint Manzar]