Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Nimazun mein aik aisi Nimaz ha ke jis se wo choot jaye goya uska ghar bahar sab barbad ho gye. ( aur wo Asar ki Nimaz ha). [3602: Jild 5; Sahee Bukhari Shareef] [Ravi: Ibn-e-Shahab]
JazakAllah, aksar loog asar ki namaz hi chor daitay hain , kahin bhair hotay hain ya kahin aur busy hotay hain
namaz to chorny nhy chahye namaz farz han han aksr log to chordete ab unko ALLAH HIDAayt de
Muslaman sab jantay hain phir bhi wohhi kaam kartay hain jin ka na karne ko kaha gaya hai aur jis kaam ko karne ko kaha gaya hai woh kartay hi nahi
Muslaman sab jantay hain phir bhi wohhi kaam kartay hain jin ka na karne ko kaha gaya hai aur jis kaam ko karne ko kaha gaya hai woh kartay hi nahi
sahy bat ha ALLAH Hidayat dene waal hian
Bilkul Sahee hay