Hazrat Muhammad Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam ne farmaya! Qiyamat us waqat tak qaim nhi hogi jab tak tum aik aisi qoam ke sath jang na ker lo jin ke jooty baal (hair) ke hon aur jab tak tum turkun se jang na ker lo, jin ki ankhein choti hongi, chehry surkh hongy, naak choti aur chipti hogi, chehry aisy hongy jaisy teh ba the dhaal hoti ha. [3587: Jild 5; Sahee Bukhari Shareef]
jazakALLAH
:JB QAYAMAT ANE WALE HOGY TO YAJOOJ MAJOOJ AYENGY ye hadith kahin unki trf to ishara nhe krhy ?
Huzur (SAWS) said, "Whenever anyone of you drinks water, he should not breathe in the drinking utensil."
(Bukhari)
jazakALLAH
:JB QAYAMAT ANE WALE HOGY TO YAJOOJ MAJOOJ AYENGY ye hadith kahin unki trf to ishara nhe krhy ?
yah un hi ki taraf ishara hai
han ab samjh gye main