(http://www.friendskorner.com/forum/photopost/data/500/24110.gif)
thank u ap ne itni achi hadees share ki.
JazakAllah
(http://www.friendskorner.com/forum/photopost/data/500/24110.gif)
par Allah talah to farmate he ke ap mu se chuupe howe he ap ko ap ke gunah ki saza milegee ager banda gunhaa chupata he to rab pak se nahi chhup sakta

BESHAK

Allah jahan yeh kehta hak gunah ki saza milie gi , waheen yeh bhi kehta hai k wo Rehman aur Raheem ha. jis gunah ko chahy muaf kar sakta he. aor is me bhe maafi ka hi zikar he. Allah jisko chahe maaf kar de. mazeed is me yeh kaha ha k jo insan gunah karta he uski maffi mil sakti ha. magar jin gunahon insan dosron k samny beyan kare unki maffi nahi. yeh is leye k kuch log gunah kar k fakhar karte han k ham ny yeh kam kea ha. to onko is fakhar karne ki waja se maafi nahi mile gi k 1 to unhon ny gunah kea, fir os gunah ko fakhar sy dosron ke samny beyan kar rahe han.
Nice sharing..
JAZAKALLAH..