Information about 2nd Khalifa of Islam:
Name: Hazrat Umar
Laqab:Farooq Manaqib:
Susar e Rasul, Ummul Mominen Hazrat Hafsa Aapki sahabzadi then,
Damad e Ali, Hazrat Ali Ki sahabzadi Umm e Kulsum Aap k aqd me then,
Ashra e mubashhira me shamil,
Aap k lye Nabi ne farmaya k mere baad koi Nabi hota to Umer hote.Aap ki taiyd me Quran ki boht si Ayat utri,
fateh e Iran,
Muddat e Khilafat:10sal 6mah
Yaum e Shahadat: 1st Muharram ul haram..
hmmm thnx for sharing
welcome :)
(http://sphotos-f.ak.fbcdn.net/hphotos-ak-ash4/378543_120084878150234_2007017077_n.jpg)
کس طرح ہو تذکرہ حضرت عمر فاروق رضی اللہ عنہ کا
کیا بتاؤں مرتبہ حضرت عمر فاروق رضی اللہ عنہ کا
کہہ اٹھے سرکار صلی اللہ علیہ وسلم میرے بعد گر ہوتا نبی
بالیقــیں وہ نـام تھا حضــرت عمـر فاروق رضـی اللہ عنہ کا
(http://sphotos-h.ak.fbcdn.net/hphotos-ak-ash4/480594_169670176509875_531820233_n.jpg)
(http://sphotos-f.ak.fbcdn.net/hphotos-ak-ash4/378543_120084878150234_2007017077_n.jpg)
RIGHT
keep it up ali bro :D
Information about 2nd Khalifa of Islam:
Name: Hazrat Umar
Laqab:Farooq Manaqib:
Susar e Rasul, Ummul Mominen Hazrat Hafsa Aapki sahabzadi then,
Damad e Ali, Hazrat Ali Ki sahabzadi Umm e Kulsum Aap k aqd me then,
Ashra e mubashhira me shamil,
Aap k lye Nabi ne farmaya k mere baad koi Nabi hota to Umer hote.Aap ki taiyd me Quran ki boht si Ayat utri,
fateh e Iran,
Muddat e Khilafat:10sal 6mah
Yaum e Shahadat: 1st Muharram ul haram..
Thanks for sharing
Hazrat Umar (R.A) ka zamane e Khalafat mai jitni ziada tarqee hoye aur jo qanoon banay woh kisi aur k zamana e khalafat mai nahi hoye
Hazrat Umar (R.A) ka zamane e Khalafat mai jitni ziada tarqee hoye aur jo qanoon banay woh kisi aur k zamana e khalafat mai nahi hoye
kaha jata hai k agr mazeed kuch arsa tk HAZRAT UMAR (R.S) ki hakumat hoti to sari dunya main just musalman hi hoty
Bahut Khoob , Sub ko samajh aa jayay aur Shukriya Billal , Umer ko dunya ka sub say acha hukamran, admistrator, mana jata hay aur perhaya jata hay , magar hum muslim is cheez per fakher naheen kartay , Aap SAWAW nay dua ke the in kay musliman honay ke aur aisay dost k sath dafan howay aur qiamat k din bhe sath uthain gay Subhanallah