Mobile Fun Forum

Islamic Corner => Hadees => Topic started by: Samira Sheikh on November 10, 2012, 11:11:59 AM

Title: Hadith ( Muslamano k khuwab)
Post by: Samira Sheikh on November 10, 2012, 11:11:59 AM
(https://lh4.googleusercontent.com/-kiqp77nO2-4/UJ4VuEzJduI/AAAAAAAAAIE/YF0-LCJHAS0/w497-h373/2012-11-10)
Title: Re: Hadith ( Muslamano k khuwab)
Post by: saleem on November 10, 2012, 05:04:07 PM
bilkul sahi farmaya zubaan insaan ki sachi honii chahye
huzoor akram S.A.W.W  Pe log un ki zubaan pe yaqeen rakh k islaam qabool kiya ke ye shakhiyat jhut nahi bol sakty after the naboowat
Title: Re: Hadith ( Muslamano k khuwab)
Post by: Samira Sheikh on November 11, 2012, 12:22:52 PM

bilkul sahi farmaya zubaan insaan ki sachi honii chahye
huzoor akram S.A.W.W  Pe log un ki zubaan pe yaqeen rakh k islaam qabool kiya ke ye shakhiyat jhut nahi bol sakty after the naboowat

Nabi Kareem S.A.W.W. ko nabowat 40 saal hi umar mai mili hai, loog musalman baad mai hue hain pehle tu un ki sachai aur emandari se mutasar hoye hain
Title: Re: Hadith ( Muslamano k khuwab)
Post by: saleem on November 11, 2012, 07:22:16 PM


bilkul sahi farmaya zubaan insaan ki sachi honii chahye
huzoor akram S.A.W.W  Pe log un ki zubaan pe yaqeen rakh k islaam qabool kiya ke ye shakhiyat jhut nahi bol sakty after the naboowat

Nabi Kareem S.A.W.W. ko nabowat 40 saal hi umar mai mili hai, loog musalman baad mai hue hain pehle tu un ki sachai aur emandari se mutasar hoye hain

haan mene bhi above msg me ye hee kaha he na ke log no yaqeen rakha ke ye shakhsiyyat jhut nahi bol saktee or log emaan laate gae or muslmaan hote gae

Title: Re: Hadith ( Muslamano k khuwab)
Post by: Mariya Abro on November 11, 2012, 07:24:22 PM
jazakALLAH
Title: Re: Hadith ( Muslamano k khuwab)
Post by: Ali on November 16, 2012, 08:30:51 AM
JAZAKALLAH.. :)