Mobile Fun Forum

Islamic Corner => Hadees => Topic started by: Samira Sheikh on November 10, 2012, 11:01:57 AM

Title: Hadith for Jummah
Post by: Samira Sheikh on November 10, 2012, 11:01:57 AM
(https://lh6.googleusercontent.com/-vLqECFTxyHo/UJ4Rvu9BO_I/AAAAAAAAAG0/WFG51rS26zs/w497-h373/2012-11-10)
Title: Re: Hadith for Jummah
Post by: saleem on November 10, 2012, 05:15:24 PM
are you sure for that ??

kion ke mera aqal ye kaam karta he k agar aisa jume jume k gunha is amal se maaf kar diye jaeinge to banda gunha karega or kahega ke me jume ke din ye amal karonga or jab ke  Allah ne farmaya he ke tumare ek ek gunha ki tumhe saza milegeee or ek ek naki tumare zaya nahi hogi
Title: Re: Hadith for Jummah
Post by: Samira Sheikh on November 10, 2012, 07:13:11 PM

are you sure for that ??

kion ke mera aqal ye kaam karta he k agar aisa jume jume k gunha is amal se maaf kar diye jaeinge to banda gunha karega or kahega ke me jume ke din ye amal karonga or jab ke  Allah ne farmaya he ke tumare ek ek gunha ki tumhe saza milegeee or ek ek naki tumare zaya nahi hogi

yah sab kuch maine nahi kaha, Yah Bhukari shareef ki hadees hai jo maine post ki hai...insaan baray se bara gunah karta hai lekin Allah bara raheem aur kareem hai agar hum sachay dil se tuba kartay hain tu Allah mauf kar daita hai...
Title: Re: Hadith for Jummah
Post by: saleem on November 11, 2012, 07:26:33 PM


are you sure for that ??

kion ke mera aqal ye kaam karta he k agar aisa jume jume k gunha is amal se maaf kar diye jaeinge to banda gunha karega or kahega ke me jume ke din ye amal karonga or jab ke  Allah ne farmaya he ke tumare ek ek gunha ki tumhe saza milegeee or ek ek naki tumare zaya nahi hogi

yah sab kuch maine nahi kaha, Yah Bhukari shareef ki hadees hai jo maine post ki hai...insaan baray se bara gunah karta hai lekin Allah bara raheem aur kareem hai agar hum sachay dil se tuba kartay hain tu Allah mauf kar daita hai...

beshaakh bas dua hee kar sakte he